Blog Post Title Optimization Kaise Kare -Hindi me


Blog Post Title Optimization Kaise Kare
BLog post title optimization kaise kare

Jaisa ki aapne pichle posts 8 Hot SEO Tips Bloggers ke liye and 6 Hot On-Page SEO Tips and 6 Killer Off-Page SEO Tips For Bloggers me pda hoga ki Blog Page Title and Blog Post title dono hi SEO ke liye kafi important factor hai. Blog Post Titles ka search engine rankings me major role hota hai. Ek or bat me phle bol chukka hu ki blogger ke by default template optimized nhi hote hai jo hmare blog ki ranking ke liye harmful hai. 
So, dosto aaj hum iss post me sikhenge ki Blog Post Title Optimization Kaise Kare ,jisse search results me rank improve ho.


Jab Hmara blog search results me show hota hai ya by default dekhe to blog title ,post title ya page title se phle aata hai, lekin hume post title ko phle lane ki jrurt hai .


Ab aisa kaise kare ki Post title phle show ho blog title se .Qki dekha jaye to log content ke title ko search karte hai na ki particular website/blog ka nam likh kar . Isiliye Blog Post Tile Optimization jaruri hai ,isse hmare post ke search hone ke chances badh jate hai .

To dekhte hai Kaise hum Blog Post Title Optimization Kar skte hai

Blog Post Title Optimization Kaise Kare



Sabse pahle apne blogger account me login kare ,then left-side menu bar me ,Template fir Edit HTML


Ab HTML code area me khi bhi click kare , or ab apne keyboard me Ctrl+F dbaye ,isse search box open hoga.


Ab ye code search kare.


<title><data:blog.pageTitle/></title>


Jaise hi ye code mil jaye ,apko isko replace karna hai niche diye hue code se


<b:if cond='data:blog.pageType == "item"'><title><data:blog.pageName/> |<data:blog.title/></title><b:else/><title><data:blog.pageTitle/></title> </b:if>



Ab aap template save button par click karke template ko save kar skte hai, bas ye ho gya apka blog post title optimization.Optimization ke baad kuch iss trh dikhne lgega .

after blog post title optimization

Finally har post me jo puchta hu vo fir se puchna chahunga ,kesa laga post ? Kya kuch help mili is post se? in sabhi questions ka answer dena anivarya hai haha..or apna experience bhi share karo dosto ,ki Blog Post Title Optimization ke baad apke blog me kya improvement aaya.

Read More Similar Posts
                                                                                                                                                                                          

Tesla Themes Ka affiliate program kaise join kare

8 Hot SEO Tips Bloggers ke liye

6 Hot On-Page SEO Tips and 6 Killer Off-Page SEO Tips For Bloggers 
Blog Post Title Optimization Kaise Kare -Hindi me Blog Post Title Optimization Kaise Kare -Hindi me Reviewed by Rajesh on 10:59:00 PM Rating: 5

2 comments:

  1. sar mera blog hai
    mine blog post me
    absolute position
    estemal karke post banai hai
    notpad me sahee dikhti hai
    magr blog post me image shwo
    nahi ho rahi hai
    html fail our image ek hi folder me hai
    pless help me

    ReplyDelete

Hume Khoosi hogi ap comment kroge to thank you

Powered by Blogger.